Skip to content

Bhanvre Ne Khilaya Phool

Lata & suresh wadkar
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Bhanware tu kahana na bhul phool tuje lag jaay meri umr Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Bhanvare tu kahana na bhul phool tera ho gaya idhar-udhar Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Wo din ab naa rahe Kya-kya bipada padi phool par kaise phool kahe Wo din ab naa rahe Honi thi yaa wo anhoni jane ise vidhaataa Chute sab singaar gira gal-haar tutaa har naata Sheesh-phool mil gaya dhul main kya-kya dukh na sahe Wo din ab naa rahe Bhanware tu kahana na bhul phool daali se gaya utar Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Sukh-dukh aaye jaye jaye Sukh-dukh aaye jaye Sukh kii bhukh naa dukh kii chintaa preet jise apanaaye Sukh-dukh aaye jaye Mira ne piya vish kaa pyaalaa vish ko bhi amarit kar daalaa Prem kaa dhai akshar pard kar mast kabiraa gaaye Sukh-dukh aaye jaye Bhanware tu kahana na bhul phool guzare din gayi guzar Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Naa Naa re naa Faili-phuli phulwari main bhanvaraa gun-gun gun-gun gun-gun gun-gun gaaye Kaahe sovat nindiya jagaaye Kaahe sovat nindiya jagaaye Lakhon main kisi ek phool ne lakhon phool khilaaye Mand-mand muskaye Hai kaahe sovat nindiya jagaaye Bhanware tu kahana na bhul phool tera madhur nahin madhukar Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Bhanware tu kahana na bhul phool meraa sundar saral sughad Bhanware ne khilaayaa phool phool ko le gaya raaj-kunwar Phool meraa sundar saral sughad Phool ko le gaya raaj-kunwar Phool meraa sundar saral sughad Phool ko le gaya raaj-kunwar Phool meraa sundar saral sughad