Bade Miya Diwane
Mohd Rafi & I S Johar
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
La lla la. La lla la... La lla la... La lla la
Bade miyan deewane aise na bano
Haseena kya chaahe, humse suno
O bade miyan deewane...
aise na bano
Haseena kya chaahe,
Hum se suno...
Sabse pahle suno miyaan
Karke vardish bano jawaan
Sabse pahle suno miyaan
Karke vardish bano jawaan
Chehra paalish kiya karo
Thodi maalish kiya karo
Estaayil(style) se uthe kadam
Seena jyada to pet kam
Aitbala ujle baalo ko rang daalo ban jao gulfaam
Bade miyaan deewane... aise na bano
Haseena kya chahe... humse suno
Haaaaay...
Seekho kartab naye naye
Fashion ke dhab naye naye
Seekho kartab naye naye
Fashion ke dhab naye naye
Dheela dhaala libaz kyun
Resham peno ka pass kyun
Fan ye jaadugari ka hai
Armaan tumko pari ka hai
Tokibala maaro mantar teti bankar niklo waqt e shaam
Bade miyan deewane... aise na bano
Haseena kya chaahe... humse suno
Tanhayi me agar kahi
Aajaye wo najar kahi
Tanhaayi me agar kahi
Aajaye wo najar kahi
Kahiye haato me haath daal
Ae gul chehra pari jamal
Muddat se dil udaas hai
Tere hothon ki pyass hai
Ae dilbar mere lab par kab chhalkega tere lab ka jaam
Bade miyaan deewane... aise na bano
haseena kya chaahe. humse suno
O bade miyaan deewane. aise na bano
Haseena kya chaahe
Humse suno.
La lla la... La lla la. La lla la... La lla la...
Is tanhaayi me e hasi
Itni duri bhali nahi
Aaya mausam bahar ka
Rangle dil bekarar ka
Mere hathooooooo... tooo... too... me haath daal
Ae gul Chehra pari jamaal
Muddat se dil uda... da da. Udas hai
Tere hothon ki pyaas hai
Ae dilbar mere dil pr labchhalkega tere lab ka ja. Jaa .jaa... Jaam...
(End)