Skip to content

Haye Dil

Various Artists
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Dil tujhe dhadkte huye Maine suna hai pehli bar Sansani ajab hai kahi Yeh kiya hua hai pehli bar Tu asman pe yuhi chahe Tujhko zameen pe kaise koi laye Ae dil bata re dhondta kiya re Tham ja zara hathon se na jaa Tu jo chala re rasta niya re Khoya jo tu ho ga mera kiya Khoya jo tu ho ga mera kiya Na rahye adhi adhuri Mana ke hai zaroori zindagi mein koi aye Pyar mein kafir ho jaaye dil to beghar ho jaye Ishq aaye dard laaye Honton pe aaye na kaise kare beyaan Hal-e-dil yaaha. Wo pas ake aise murda jaaye Jaise barse bina badal tarsaye Ae dil bata re dhondta kiya re Tham ja zara hathon se na jaa Tu jo chala re rasta niya re Khoya jo tu ho ga mera kiya Khoya jo tu ho ga mera kiya Ho bhi jaye koi razi Jo khele pyar ki bazi Jeet ke bhi haar jaaye Khail hai ye deewano ka Bechare nadanoo ka. Koun aisi raah jaaye Na jaa khialon mein Uljhe swalon mein Yuh na dil laga Kaisa nasha hai ye jo chardta jaaye Ye bekhudi ka alam bhardta jaye Ae dil bata re dhondta kiya re Tham ja zara hathon se na jaa Tu jo chala re rasta niya re Khoya jo tu ho ga mera kiya Khoya jo tu ho ga mera kiya