Em Shab
Ali Shanawar & Ali Jee
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
em shab e matame hussaina
a lamha minal fugah hussaina
jo kar na saki bhai ka deedar wo behana
mazloom Hussaina2
baba tha jiska haider e karrar wo behana
em shab
har qaum me hota hai Ya mazloom ka matam
haider ke dilo Jan ka masoom ka matam
qurbani e shabir ko bhoola na zamana
em shab
har ek ko roro ke rulata hai muharram
ashur ka din yad dilata hai muharram
wajib hai ye paigam zamana ko sunana
em shab
mazloom husaina2
be yar hussaina 2
em shab shabe matame hussaina
alamaha minal fugah hussaina
ham zikre shaheedane wafa karte rahe ge
Abbas ke parcham ko sada ucha rakhe ge
Ya pursa hai zebra ko safeer a ne aza ka
em shab