Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aaj Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Mohammed Rafi
Popularity ยท Moderate
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ameer se hoti hai, gareeb se hoti hai
Duur se hoti hai, kareeb se hoti hai
Magar jahaan bhi hoti hai, aye, mere dost
Shaadiyan to naseeb se hoti hain
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Yaar ki shaadi hai mere dildaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Lagta hai jaise saare sansar ki shaadi hai
(Aaj mere yaar ki shaadi hai)
(Aaj mere yaar ki shaadi hai)
ย
Waqt hai khoobsurat, bada shubh lagan, mahurat
Dekho kya khub janchi hai, dulhe ki bholi soorat
(Dulhe ki bholi soorat)
Khushi se jhoome hai mann (aaha)
Mila sajni ko saajan (aaha)
Kaise sanjog mile hain (ooho)
Choli se bandh gaya daaman
(Choli se bandh gaya daaman)
Ho, ek masoon kali se mere gulzar ki shaadi hai
(Aaj mere yaar ki shaadi hai)
(Aaj mere yaar ki shaadi hai)
ย
Oo, sun, mere diljaani, teri thi ye jawani
Shuru ab hone lagi hai nayi teri zindgani
(Nayi teri zindgani)
Kushi se kyun itraaye? (Aaha)
Aaj tu hamein nachaaye (aaha)
Waqt woh aane wala (ooho)
Dulhaniya tujhe nachaaye
(Dulhaniya tujhe nachaaye)
Oo, kisi ke sapnon ke 16 shringaar ki shaadi hai
(Aaj mere yaar ki shaadi hai)
(Aaj mere yaar ki shaadi hai)
ย
Taare tod-tod laaun, tere sehare ko sajaun
Phool raahon mein bichhaunga main pyaar ke
(Uu-hoon, aa-hoon, uu-hoon, aa-hoon)
(Uu-hoon, aa-hoon, uu-hoon, aa-hoon)
Taare tod-tod laaun, tere sehare ko sajaun
Phool raahon mein bichhaunga main pyaar ke
(Phool raahon mein bichhaunga main pyaar ke)
Aaj lunga main balayein, doonga dil se duayein
Daal gale mein ye baahein ab yaar ke
(Daal gale mein ye baahein ab yaar ke)
Ho, ek chaman se dekho aaj bahaar ki shaadi hai
(Aaj mere yaar ki shaadi hai)
(Aaj mere yaar ki shaadi hai)
ย