Skip to content

Humsafar

The Faisal Collective
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Dil mera banta jaaye baawara main kya karoon Tujhko hi dekhe masti mein jhoome ise main kya kahoon Dil ki khushi mein teri kamee hain dil hai ye keh rahaa bas Tu mil jaaye toh ban jaaye apna yeh aashiya Tu hi hai, saason mein, khwaabon mein, khayaalon mein Raaton mein, baaton mein, apni har mulaqaton mein Inn mulaqaton mein mujhe mil gaya Tu mere humsafar Main tera humsafar Oh mere humsafar Main tera humsafar Aankhein meri karein jo baatein Inko tu padh le zara Kahaaniya kuch ankahee si Dil yeh keh raha Khwaabon ki galiyon mein aake, kabhi tu mil zara Nikal ke khayalon se mere, baahon mein samaa zara Tu hi hai, raahon mein, baahon mein, panaahon mein Neendon mein, sapno mein, sapnon ki un galiyon mein Galiyon mein gaate gungunaate mila Tu mere humsafar Main tera humsafar Oh mere humsafar Main tera humsafar