Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Agar Tum Na Hote [Agar Tum Na Hote]
Lata
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hamein Aur Jeene Ki Chaahat Na Hoti
Hamein Aur Jeene Ki Chaahat Na Hoti
Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote
Hamein Aur Jeene Ki Chaahat Na Hoti
Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote
Hamein Jo Tumhaara Sahaara Na Miltaa
Bhanvar Mein Hi Rehte Kinaara Na Miltaa
Hamein Jo Tumhaara Sahaara Na Miltaa
Bhanvar Mein Hi Rehte Kinaara Na Miltaa
Kinaare Pe Bhi To Leher Aa Duboti
Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote
Hamein Aur Jeene Ki Chaahat Na Hoti
Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote
Tumhen Kyaa Bataaoon Ke Tum Mere Kyaa Ho
Meri Zindagi Ka Tum Hi Aasra Ho
Tumhen Kyaa Bataaoon Ke Tum Mere Kyaa Ho
Meri Zindagi Ka Tum Hi Aasra Ho
Main Aasha Ki Ladiyaan Na Rah Rah Piroti
Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote
Hamein Aur Jeene Ki Chaahat Na Hoti
Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote
Har Ik Gham Tumhaara Sahenge Khushi Se
Karenge Na Shikwaa Kabhi Bhi Kisi Se
Har Ik Gham Tumhaara Sahenge Khushi Se
Karenge Na Shikwaa Kabhi Bhi Kisi Se
Jahaan Mujh Pe Hastaa Khushi Mujhpe Roti
Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote
Hamein Aur Jeene Ki Chaahat Na Hoti
Agar Tum Na Hote Agar Tum Na Hote
ย