Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Baar Baar Dekho Hazar Baar Dekho
Mohammed Rafi
Popularity · Very high
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Baar baar dekho, hazaar baar dekho
Ke dekhne kii chiz he, hamaara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Baar baar dekho, hazaar baar dekho
Ke dekhne kii chiz he, hamaara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Haan ji haan, or bhi honge dildaar yahan
Lakhon dilon kee bahaar yahaan, par ye baath kahaan
Haan ji haan, or bhi honge dildaar yahan
Lakhon dilon kee bahaar yahaan, par ye baath kahaan
Ye bemisaal husn, laajawab ye aada
Taali ho, taali ho, taali ho
Baar baar dekho, hazaar baar dekho
Ke dekhne kii chiz he, hamaara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Dil mila, ek jaan-e-mehafil mila
Yaa chiraag-e-manzil mila, ye na pucho ke kahan
Dil mila, ek jaan-e-mehafil mila
Yaa chiraag-e-manzil mila, ye na pucho ke kahan
Nayaa nayaa ye aashiqui kaa raaj he meraa
Taali ho, taali ho, taali ho
Baar baar dekho, hazaar baar dekho
Ke dekhne kii chiz he, hamaara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Balle balle, uthke mistar kyon chale
Pyaar pe mere kaho kyon jaale, baith bhi jaao meherbaan
Balle balle, uthke mistar kyon chale
Pyaar pe mere kaho kyon jaale, baith bhi jaao meherbaan
Dua karo milee tumhein bhee aisa dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho
Baar baar dekho, hazaar baar dekho
Ke dekhne kii chiz he, hamaara dilruba
Taali ho, taali ho, taali ho