Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Do Panchhi Do Tinke
Kishore Kumar
Popularity ยท Moderate
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Do panchi do tinke, kaho, le ke chale hain kahaa
Ho, do panchi do tinke, kaho, le ke chale hain kahaan
Ye banaayenge ek ashiyaan
Ye banaayenge ek asia
Do panchi do tinke, kaho, le ke chale hain kahaan
Ye banaayenge ek ashiyaan
Ye banaayenge ek ashiyaan
ย
Ye to apanee hee dhun mein gaayen, unche-unche udate jaaen
Inki masti ko aur badaye saavan kee ye hawaayen
Manzil ke matvaale, dekho, chune chale aasamaan
O-o-o, manzil ke matvaale, dekho, chune chale aasamaan
Ye banaayenge ek ashiyaan
Ye banaayenge ek ashiyaan
ย
Ek phulon bhari ho daali aur us par ho baseraa
Kuch aisa hee meetha-meetha hai sapnaa tera-mera
Ye sapnaa sach hoga, kah rahee dhadkanon kee zubaan
O-o-o, ye sapnaa sach hoga, kah rahee dhadkanon kee zubaan
Hum banaayenge ek ashiyaan
Hum banaayenge ek ashiyaan
ย
Hum banaayenge ek ashiyaan
Hum banaayenge ek ashiyaan
Hum banaayenge ek ashiyaan
ย