Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Taal Pe Jab
Sonu Nigam
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Taal pe jab yeh zindagani chali
Ho, taal pe jab yeh zindagani chali
Hum hain deewane...
Hum hain deewane, yeh kahani chali
Taal pe jab yeh zindagani chali
Taal pe jab yeh zindagani chali
Hum hain deewane, yeh kahani chali
Teri nazar ki dhoop hai, jisne mujhko roop diya hai
Nikhar gayi hoon, sanwar gayi hoon, jab se pyaar kiya hai
Teri nazar ki dhoop hai, jisne mujhko roop diya hai
Nikhar gayi hoon, sanwar gayi hoon, jab se pyaar kiya hai
Sach toh yeh hai, sanam, hai yeh tera karam
Hosh saara ganwa ke deewani chali
Taal pe jab yeh zindagani chali
Taal pe jab yeh zindagani chali
Hum hain deewane, yeh kahani chali
Sa sa sa sa pa dha pa dha ga re
Sa sa sa sa pa dha pa ma pa
Sa sa sa sa pa dha pa dha ga re
Sa sa sa sa pa dha pa ma pa
Sach kehta hoon, "Maine jab se thaama hai yeh aanchal
Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal"
Sach kehta hoon, "Maine jab se thaama hai yeh aanchal
Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal"
Sapne sajne lage, saaz bajne lage
Badla mausam hawa jo suhani chali
Taal pe jab yeh zindagani chali
Taal pe jab yeh zindagani chali
Hum hain deewane, yeh kahani chali