Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kai Chaman Tha
Mohd Rafi
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Muje jab-jab bahaaron ka zamana yaad aayega
Kaheen apana bhee tha ek ashiana yaad aayega
Kal chaman tha, aaj ek saharaa hua
Dekhte hee dekhte ye kya hua?
Kal chaman tha, aaj ek saharaa hua
Dekhte hee dekhte ye kya hua?
Kal chaman tha
ย
Mujko barbaadee ka koyi gam nahin
Mujko barbaadee ka koyi gam nahin
Gam hai barbaadee ka kyun charchaa hua
Kal chaman tha, aaj ek saharaa hua
Dekhte hee dekhte ye kya hua?
Kal chaman tha
ย
Ek chhota sa tha mera ashiyaan
Ek chhota sa tha mera ashiyaan
Aaj tinke se alag tinkaa hua
Kal chaman tha, aaj ek saharaa hua
Dekhte hee dekhte ye kya hua?
Kal chaman tha
ย
Sochtha hoon apanae ghar ko dekh kar
Sochtha hoon apanae ghar ko dekh kar
Ho naa ho ye hai mera dekha hua
Kal chaman tha, aaj ek saharaa hua
Dekhte hee dekhte ye kya hua?
Kal chaman tha
ย
Dekhne waalon ne dekha hai dhuaan
Dekhne waalon ne dekha hai dhuaan
Kisne dekha dil mera jalataa hua
Kal chaman tha, aaj ek saharaa hua
Dekhte hee dekhte ye kya hua?
Kal chaman tha
ย