Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Teri Meri Ye Kahaani
Vivek Hariharan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum Jo Khadi Thi
Canteen Ke Paas
Main Khada Tha Thodi Door
Tumne Jo Dekha
Mujhko Laga
Nahi Karni Hai Aisi Bhool
Bhool Toh Maine Ki
Jo Phans Gayi Tumhare Saath
Kitne Baithe The Mere Peechhe
Dhoke Haath
Kyun Na Suni Maine Apne
Gharwalo Ki Baat
Teri Meri Ye Kahaani
Hai Filmon Si Puraani
Main Tera Hoon Deewana
Main Bhi Meri Deewani
Neend Se Uthe Tu
Aur Coffee Main Banau
Yuhi Phool Bhi Le Aau
Peechhe Peechhe Tere Ghumoon
Saara Din
Weekends Pe Chinese Banau
Chahe Jaisa Ho
Keh Dungi Main
Uff Kya Banaya Hai
Ladka Sundar Aur Susheel
Qismaton Se Paaya Hai
Achha Khaasa Ladka Dekho
Madam Ne Kaise Fasaya Hai
Teri Meri Ye Kahaani
Hai Filmon Si Puraani
Main Tera Hoon Deewana
Main Bhi Teri Deewani
Bolegi Toh Chhat Se Chipki Chhipkali Bhagaunga
Baar Baar Sad Wale Pjs Bhi Sunaunga
Kharaaton Ka Shor Ho
Ya Phir Picture Bore Ho
Jhel Lungi Dono
Because I Love You
You Know
Teri Meri Ye Kahaani
Hai Filmon Si Puraani
Main Tera Hoon Deewana
Main Bhi Teri Deewani