Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sach Keh Raha Hai (From "Rehnaa Hai Terre Dil Mein") (Jhankar Beats)
B Praak
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Sundar, sundar vo haseena badi sundar, sundar
Main to khone laga uske nashe mein, bin piye behka
Aa, sundar, sundar vo haseena badi sundar, sundar
Main to khone laga uske nashe mein, bin piye behka
"Ek din use bhoolaa doonga main
Uske nishaan mita doonga main
Chahoonga na main us patthar ko"
Ja use bata de
O, sach keh raha hai deewana
Dil, dil naa kisi se lagana
Jhoothe hain yaar ke waade saare
Jhoothi hai pyaar ki qasmein
Maine har lamha jise chaha, jise pooja
Usi ne, yaaron, mera dil toda-toda
Tanha-tanha chhoda
La laai laai laai laai la le
La laai laai laai laai la
La laai laai laai laai la le
La laai laai laai laai la
Mausam, mausam tha suhaana bada
Mausam, mausam maine dekha use
Hua main paagal bas pal bhar mein
Aa, mausam, mausam tha suhaana bada
Mausam, mausam maine dekha use
Hua main paagal bas pal bhar mein
Aake basi hai vo mere man mein
Uski kami hai ab jeevan mein
Woh door hai meri nazaron se
Kyun use main chahun?
O, sach keh raha hai deewana
Dil, dil naa kisi se lagana
Jhoothe hain yaar ke waade saare
Jhoothi hai pyaar ki qasmein
Maine har lamha jise chaha, jise pooja
Usi ne, yaaron, mera dil toda-toda
Tanha-tanha chhoda
La laai laai laai laai la le
La laai laai laai laai la
La laai laai laai laai la le
La laai laai laai laai la