Chaand Paar
Sez on the Beat; yungsta; Dakait; Aniket Raturi
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Karein sach kalpana
Jeetey aaj mei haan leytey kal bana
Poori kari khwaishein thi jo bhi harr dafa
Badalon ko chhooney bhar sey na mann bhara
Lena wahi ghar bana
Par hai padey chhota humei aasmaan
Aar paar jaana fir hai jaana chaand paar
Padey chhota humei aasmaan
Aar paar jaana fir hai jaana straight through the moon
Jitna paas uska shukar tujhe hai na
Baaki jo nahi woh haasil kar sab honey hairaan
Zindagi ki hai ginti ek toh sun kya kehra
Mann tera gham tera baant akele na sehna
Isey naah
Tu suna apna sapna
Kalpanaen karein sach
Aise jhooth mei kya jeena
Sabse pehli maafi khudko
Khudsey rooth ke kya jeena
Lagey dum toh
Usey bhi ek ghooth mei hai peena
Whip karey zoom
Antariksh mera route
Badalon ko lena chhoo
Jaana chaand ke bhi through
Sun ke jhoom meri dhun pey tu
Hoti wapasi fir dharti pey dhumketu (ooh)
Karein sach kalpana
Jeetey aaj mei haan leytey kal bana
Poori kari khwaishein thi jo bhi harr dafa
Badalon ko chhooney bhar sey na mann bhara
Lena wahi ghar bana
Par hai padey chhota humei aasmaan
Aar paar jaana fir hai jaana chaand paar
Padey chhota humei aasmaan
Aar paar jaana fir hai jaana straight through the moon
Tha Jaana mujhe chaand paar toh tham jaam
Mai bandh chala
Laga dala dand, bhed aur saam daam
Mai daanbhaav sang chala par na khwaab kiye kurbaan (nai)
Mai Gira par na haar mani
Mila jo? tajurba (chakk)
Tajurba ek sur sagar
Machal jata khud ki jo dhun paakar
Mai bawe full power karta sapno par niyochaawar sab
Safar sitaron tak ka hai likhawat par (darj)
Kare sach Kal pana
Hote kwhab poore jaha
Chal Vaha Rawan
Jalu jaise aaaftab
Hai ghar mera asmaa
Zakhm Zindagi me lage
Dawa mujhe Sangeet Bana
Mere bhai sath Jab
Sab Jung jeet gaya
Mujhe kalam pe Yakeen
Har ek dard darz Kiya
Mujhe Parwah Nahi
Ki mile Haar ya fir Jeet
Mai chala befikar
Lamha ye sang beet gaya