Skip to content

Do Pyaar

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Do pyaar karne wale jungle mein... kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane... ho gaye Kaho ab kya karein. Karein ab kya karein. Arre ab kya karein. Aji ab kya karein. Do pyaar karne wale jungle mein... kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane... ho gaye Darr lagta hai yaar kahin na sher aa jaaye Paake akele mein na hum dono ko kha jaaye Dekhega jo tujhko.tujhpe mar jaayega Meri jaan pe woh bhi apni jaan lutayega Tere husn ke jaadoo se woh bach nahin paayega Darein hum kyun darein. Bhala hum kyun darein. Arre hum kyun darein. Aji hum kyun darein. Do pyaar karne wale jungle mein... kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane... ho gaye Humne suna dilbar puraane log kehte hain Aise ghaney jungle mein kaaley bhoot rehte hain Tere nainon se gar woh nainon ko ladayega Teer nigaahon ka uske dil mein garh jaayega Tere ishq ka bhoot bhooton pe charh jaayega Galey milke galey. Chalein aashiq chalein. Chalein milke chalein. Deewane hum chalein. Do pyaar karne wale jungle mein... kho gaye Baaghi bane paagal bane deewane... ho gaye Kaho ab kya karein. Karein ab kya karein. Arre ab kya karein. Aji ab kya karein. Do pyaar karne wale jungle mein... kho gaye Ek doosre ke pyaar mein deewane ho gaye