Abke Baras Bhi Woh
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Ab ke baras bhi ho nahi aaye bahar mein
Ab ke baras bhi ho nahi aaye bahar mein
Guzarega aur ek baras intezaar mein
Ab ke baras bhi ho nahi aaye bahar mein
Ye aag ishq ki hai bujhane se kya bujhe
Ye aag ishq ki hai bujhane se kya bujhe
Dil tere bas mein hai na mere ikhtiyar mein
Guzarega aur ek baras intezaar mein
Ab ke baras bhi ho nahi aaye bahar mein
Hai toote dil mein teri mohabbat tera khayal
Hai toote dil mein teri mohabbat tera khayal
Hai toote dil mein teri mohabbat tera khayal
Kuch rang hai bahar ujdi bahar mein
Guzarega aur ek baras intezaar mein
Ab ke baras bhi ho nahi aaye bahar mein
Aasu nahi hai aankh mein lekin tere bagair
Aasu nahi hai aankh mein lekin tere bagair
Tufaan chhuke hue hai dil-e-beqarar mein
Guzarega aur ek baras intezaar mein
Ab ke baras bhi ho nahi aaye bahar mein