Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Riha
Raffey Anwar, JJ47, & danish roomi
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bawafa na sahi khair hai
Bewafa tum baray khoob thay
Meine palkon k anchal mein tujhko ko rakha
Tere lab py rahi bas ye hy sada
Tu rehaa karde na
Tu rehaa karde na
Tu rehaa karde na
Humse kyaa ho saka ishq mein
Tumnay phir bewafayi ki haiii
Dil main rahe Waswasey kitney
Logo ney taanney kasey kitney
Tum Haal ko apney Samjh na sakey
Tum roye tumhe yaad hum hasey kitney
Dil k muhalley musafir to atey
Guzartey hain sb per basey kitney
Likhney ko tum pe jee nahi krta
Yeh soch k bharey hain safey kitney
Dhoond la wo jadeed lamhey
Chahiye hame kuch shadeed lamhe
Waqt kum kuch mazeeed Lamhey
Saudey kr, le khareed lamhey
Paaak lamhey Paleet Lamhey
Waqt ka kya jatey beet lamhey
Doori bhi kr gayi hai bhala
Ham haar k tumko Gaye jeet lamhey
Main ishq sikha khuda sey to phir
Is pe yun Kya yeh sawal krna
Kaamal karna, behaal krna
Ata tum ko nidhaal krna
Hijr main guzri bheegi raatien
Kab tk yun hi malal krna
Qaid krna, bahaal karna
Thora tum bhi khayal krna
Tu rehaa karde na
Tu rehaa karde na
Rooh se rooh ka rabta
Is jahan mein tou mumqin kahan
Saray qissay tere teri har dastan
Sunne ko beqarar raha