Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Wo Manzar
Desert Rock
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Thoda be-asar, Thoda be-sabar
Guzra Har pehar, Hai yahan
Firta darbadar, soone rehguzar
Dhundhe har nazar, rasta
Wo manzar hain laapta
Bekhud main, betaab sa...
Kyun hain beete wo baras, sookhe hain wo darakht, jinse hai begaraz wastaa
Guzare dinfaraz unse hain ye araz, laut aaye besabab ikdafa
Kyun ye dil anjaan hai, ya fir nadaan hai, sunta farmaan hai, waqt ka...
Fir bhi jaan hai, zinda armaan hai, goonja ailaan hai sakht sa...
Ujli wo sahar, dhalta wo pahar
Shamein zard si, hai jahan
Zarkhaiz hai zameen, chhat hai aasma
Or ek ansuni dastaan
Wo manzar hain laapta
Bekhud main, betaab sa...
Kyun hain beete wo baras, sookhe hain wo darakht, jinse hai begaraz wastaa
Guzare dinfaraz unse hain ye araz, laut aaye besabab ikdafa
Kyun ye dil anjaan hai, ya fir nadaan hai, sunta farmaan hai, waqt ka...
Fir bhi jaan hai, zinda armaan hai, goonja ailaan hai sakht sa...!
ย