Skip to content

Aaj Unse Pehli Mulaqat Hogi Revival Film - Paraya Dhan

Kishore Kumar
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aaj Unse Pehli Mulaaqat Hogi Phir Aamne Saamne Baat Hogi Phir Hoga Kya, Kya Pata Kya Khabar Andekha Anjaana Mukhda Kaisa Hoga Na Jaane Wo Chand Ka Tukdaa Kaisa Hoga Milte Hi Unse Nazar Haay Dil Mein Ek Bekaraari Si Din Raat Hogi Phir Hoga Kya, Kya Pata Kya Khabar Baithein Honge Raste Pe Wo Aankhen Bichhaye Har Aahat Pe Sochte Honge Saajan Aaye Kya Haal Hoga Wahan Kuchh Na Poochho Dil Mein Umangon Ki Baaraat Hogi Phir Hoga Kya, Kya Pata Kya Khabar Khulke Hongi Tanhai Mein Dil Ki Baatein Pyaase Tanman Se Hongi Rimjhim Barsaatein Aye Mere Dil Ye Bhi To Soch Le Tu Koi Saheli Agar Saath Hogi Phir Hoga Kya, Kya Pata Kya Khabar Aaj Unse Pehli Mulaaqat Hogi Phir Aamne Saamne Baat Hogi Phir Hoga Kya, Kya Pata Kya Khabar