Skip to content

Apne haton ki lakeeron men basale mujhko

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Apanae haathon kee lakiron mein basaa le mujko Apanae haathon kee lakiron mein basaa le mujko Main hoon tera to naseeb apana bana le mujko Mujse too poochne aayaa hai vafaa ke maani Mujse too poochne aayaa hai vafaa ke maani Ye teri sada-dili maar naa daale mujko Ye teri sada-dili maar naa daale mujko Khud ko main baant naa daalun kaheen daaman-daaman Khud ko main baant naa daalun kaheen daaman-daaman Kar diya tune agar mere hawale mujko Kar diya tune agar mere hawale mujko Baadaa phir baadaa hai, main zahar bhee pee jaaoon, qatil Baadaa phir baadaa hai, main zahar bhee pee jaaoon, qatil Shart ye hai koyi banhon mein sanbhaale mujko Apanae haathon kee lakiron mein basaa le mujko Main hoon tera to naseeb apana bana le mujko