Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dhuaan Dhuaan
Ankur Tewari
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Garm hawaayein hai chali
Aankhein bhi jali jali
Socha na tha aisi hogi
Dhuaan dhuaan si zindagi
Milne aasmaano se
Aate taare the kabhi
Raato ki bhi wahi kahaani
Dhuaan dhuaan si zindagi
ย
Mehki mehki hawaaon ka
Aana jaana na raha
Khaamoshi ka ab iss sheher mein
Koi thikaana na raha
Beheti nadiyaan ki baahon mein
Ab nahaana na raha
Na raha
Sardiyon ki dhoop se
Angdaaiyaan judaa huyi
Dhundh mein hai khoyi yaadein
Dhuaan dhuaan si zindagi
Saansein hai ghuti ghuti
Gale kharaash phir lagi
Jalti hogi koi phasal phir
Dhuaan dhuaan si zindagi
Dhuaan dhuaan si zindagi
Dhuaan dhuaan si zindagi
ย