Skip to content

Dilruba Maine Tere Pyar Mein

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Dilruba maine tere pyaar mein kya-kya naa kiya Dil diya dard liya dil diya dard liya Kabhi phulon mein guzaari, kabhi kaanton mein jiyaa Dil diya dard liya dil diya dard liya Zindagi aaj bhee hai, bekudi aaj bhee hai Pyaar kehthe hain jise vo khushii aaj bhee hai Maine din-raat mohabbat ka teri jam piya Dil diya dard liya dil diya dard liya Dilruba maine tere pyaar mein kya-kya naa kiya Dil diya dard liya dil diya dard liya Kya kahoon, tere liye maine ansu bhee pie Kabhi khamosh raha, kabhi shikave bhee kiye Kar liya chaak, girebaan, kabhi daaman ko siya Dil diya dard liya dil diya dard liya Dilruba maine tere pyaar mein kya-kya naa kiya Dil diya dard liya dil diya dard liya Pyaar kee jaan hai too, dil ka armaan hai too Kaun duniyaa se dare, jab nigahbaan hai too Apanee kashtee ko sahare pe tere chhod diya Dil diya dard liya dil diya dard liya Dilruba maine tere pyaar mein kya-kya naa kiya Dil diya dard liya dil diya dard liya Kabhi phulon mein guzaari, kabhi kaanton mein jiyaa Dil diya dard liya dil diya dard liya