Skip to content

Jis Din

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Na jaane sab dil kyun ne chup Bajaa do in galiyon mein dhoom Ke khushiyaan aake gale padi Raahon mein sehara baandhe ghoom Haaye... Na jaane sab dil kyun ne chup Bajaa do in galiyon mein dhoom Ke khushiyaan aake gale padi Raahon mein sehara baandhe ghoom Har jagaah charcha hovega, Har jagaah charcha hovega Jis din meraa . Jis din meraa viaah hovega, Mat puchho kya kya hovega Jis din meraa viaah hovega, Mat puchho kya kya hovega Ho do ke phool, das ki maala Buri nazar ka ho munh kaala Ho gaye raati baraati, ho gaye Ho suit kadak da, boot chamak da Dulha main rang root sulagada Rishte men taah jode haathi ho gaye Roku ab main aur kitana, Dil ko taka shor kitana Har koi behala hovega Jis din meraa... Haaye... haaye... haaye... Jis din meraa viaah hovega, Mat puchho kya kya hovega Jis din meraa viaah hovega, Mat puchho kya kya hovega Hai yahaan bhi, hai wahaan bhi Ho zameen ya aasamaan bhi Har jagaah us ki hi surat dekhiye Main usse ghar aaj laata Us ke sar pe taaj lagaata Hai magar parasu ka mahurat dekhiye Paaun jaise dhoopate mein, Gori ab tak ghoonghate mein Kab tak yeh behara hovega Jis din meraa... Haaye... haaye... haaye... Jis din meraa viaah hovega, Mat puchho kya kya hovega Jis din meraa viaah hovega, Mat puchho kya kya hovega Na jaane sab dil kyun ne chup Bajaa do in galiyon mein dhoom Ke khushiyaan aake gale padi Raahon mein sehara baandhe ghoom Har jagaah charcha hovega, Har jagaah charcha hovega Jis din meraa . Jis din meraa viaah hovega, Mat puchho kya kya hovega Jis din meraa viaah hovega, Mat puchho kya kya hovega.