Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tera Hone Laga Hoon
Kartikeswar feat. Anoj Sahu
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hmmm
Chalte kadam hai mere ruk jate hai kyun kyun
Soye soye khwabon mein udte hi rehte hai kyun kyun
Dekha hai jahan tujhmein hi asmaan mera ruk gaya
Kyun yeh jahan aise hi tham gaya
Bewajah main reh gaya dil hawa mein udd gaya
Tu bata na kyun aise hua
Zara zara ruka hua thoda sa behka gaya hoon
Khoya khoya tujhmein khoya kyun tera hone laga hoon
(Na na na)
Zara ruko na ruko na keh bhi to do na
Dil ki batton ko tum yun chupaon na
Main bhi yahan hoon tu bhi yahan hai
Pass hoke hum kyun judaa hai
Zarre ki wajah se jo hum mile hai
Usko na tu wajah de
Zara zara ruka hua thoda sa behka gaya hoon
Khoya khoya tujhmein khoya kyun tera hone laga hoon
(Na na na)