Skip to content

Izhaar

Alchemy
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Jabse tujhse mila hoon Mai yeh sochta hoon Ki shaayar tha mein pehle Ya hogaya hoon Khushboo mein teri Mai thamsa gaya hoon Adaon mai teri Ya kho gaya hoon Mai duniyaan bhula doon Mai taare bhi laa doon Kiye the jo sare Voh wade nibhadoon Teri ankhein badi zalim hain Yeh jeene na dengi mujhe Kaliyaan fizaye Voh gehri ghataaye Meri nindiya ye sapne Voh behti hawaayein Tum hi ho Yeh badal Voh tara Nadi ka yeh Kinara Yeh duniya adhuri Bin tere mai hara Dekha hai jabh jabh tujhko Mai hoon muskuraya Na maine kaha kuch Na tu pass aaya Taras gayi hai aankhein Tujhe dekhke hi Mai sochta tha aqsar Mulaqaat hogi Ha socha tha tum ho meri chaandni Yeh raatein yeh suraj bhi Tum hi ho Mai duniyaan bhula doon Mai taare bhi laa doon Kiye the jo sare Voh wade nibhadoon Teri aankhein badi zalim hain Yeh jeene na dengi mujhe Kaliyan fizaye Voh gehri ghataye Meri nindiya ye sapne Voh behti hawaayein Tum hi ho Yeh badal Voh tara Nadi ka yeh Kinaara Yeh duniya adhuri Bin tere mai hara Teri aankhein badi zalim hai yeh jeene na dengi mujhe Kaliyaan fizaye Voh gehri ghataaye Tera chehra yeh zulphein Mujhe yeh bataayein Tum hi ho