Skip to content

Ho Sitaish

Glory To God India
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Pre-chorus: Ho sitaish Teri mere Masih Tujhsa koi hai hi kahin nahin Zindagi yeh meri badal gayi Jab se mujhko rahein Teri mileen Tariqi se hai nikala raushan kiya mujhe Mera hai Tu hi kafara har gunah se Chorus: Ho gaunga main Hamd-o-sanna Teri Yeshu mein rahun, qurbat mein main Teri Verse-1 Paap se di rihai Yeshu naam mein hai changai Rooh se bharke naya dil diya humko Ho zabah jeevan diya humko Ibadatguzaar rahun, parastish main karta rahun Mayassar hun mere Khuda main Tere liye Ho gaunga main Hamd-o-sanna Teri Yeshu mein rahun, qurbat mein main Teri Verse-2 Yeshu Tu hai Rabb mera Tu hi hai sab kuchh mera Ho juda tujhse Khuda main jaun kahaan Main rahun sadaa Tere paas hai yeh meri dua Ibadatguzar rahun, parastish main karta rahun Mayassar hun mere Khuda main Tere liye Pre-chorus: Ho sitaish Teri mere Masih Tujhsa koi hai hi kahin nahin Zindagi yeh meri badal gayi Jab se mujhko rahein Teri mileen Tariqi se hai nikaala raushan kiya mujhe Mera hai Tu hi kafara har gunah se Chorus: Ho gaunga main Hamd-o-sanna Teri Yeshu mein rahun, qurbat mein main Teri