Skip to content

Khwabeeda

The Lost Symbols
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aye Khwabeeda Sun Le Zara Jism Aur Rooh Me Thi Abtak Koso Duriyan Main Manchala Tha Bikhra Wahan Bikti Jahan Urte Jismo Ki Ye Tafriyan Kya Hai Faisla Guzre Un Lamho Ka Kya Zakham Tha Kam Mera Itne Saalon Ka To Kaise Ab Kahein Ki Kaise Ab Sahein Ye Zindagi Kyun Baatein Bas Mujhe Aye Sahiba Maan Kehna Iss Zindagi Ka Masiha Maine Tujhe Chuna Phir Bhi Nahi Ho Mujhpar Yakeen Toh Kasam Se Qahar Wo Khuda Bhi Tera Hai Gawah Kya Hai Maajra Beetein Uss Waqt Ka Phir Gunah Kya Tha Mera Jo Tha Main Seh Raha To Kaise Ab Kahein Ki Kaise Ab Sahein Ye Zindagi Kyun Baatein Bas Mujhe Khone Ke Darr Se Tumhe Dil Aag Ke Sholon Pe Jale Marham Ho Tum Marz Ki Toh Lag Kar De Do Yeh Yakeen Kahun Jo Maine Ab Tum Suno Meri Ho Tum Yeh Kaho To Jo Bhi Faisla Hoga Tere Dil Ka Wahi Mera Marham Ya Wahi Mera Jafa Jab Khuda Bhi Hai Gawah Toh Fir Darr Kis Baat Ka Aa Dekhenge Khushi Tere Mere Sath Ka