Tum Kya Ho
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Kya tum mere liye ho (mere liye ho)
Ya tum apne ho (apne ho)
Chhukar kar lo yakin (kar lo yakin)
Kya tum sach mein ho (sach mein ho)
Tayjo kiya wo safar ho kya tum
Meri gali gaau ghar ho kya tum
Dill ko hai weham (hai weham)
Hmm, bolo tum kya ho (tum kya ho)
Hmm, meri hai uljhan (hai uljhan)
Bolo tum kya ho
Tum kya ho (tum kya ho)
Main rait ka dana tha (dana tha)
Mera rishta kabhi tha zameen se (zameen se)
Mujhe teri hawa mili toh, mujhe aasman mila wahin pe (wahin pe)
Main jo hasa wo hasi ho kya tum
Roya jo main wo nami ho kya tum
Tum kya ho
Main khali sa rastaa (rastaa)
Tere mujhpe kadam hai pade (hai pade)
Main milo-milo chalu
Yun lag ke tujhse gale (gale)
Jis se ho din dhoop ho kya tum
Mere chand ki roshni ho kya
Tum kya ho
Tum kya ho