Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
MEIN TERE ISHQ MEIN
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mein Tere Ishq Mein, Mar Na Jaaun Kahin
Tu Mujhe Aazmane Ki Koshish Na Kar
Khubsoorat Hai Tu, To Hoon Mein Bhi Hasin
Mujhse Nazrein Churane Ki Koshish Na Kar
Shauk Se Tu Mera Imtihaan Le,
Tere Kadmon Mein Rakh Di Hai Jaan Le,
Bekhabar, Bekadar, Maan Ja Ziddh Na Kar
Todkar Dil Mera Ae Mere Hamnasheen
Is Tarah Muskurane Ki Koshish Na Kar
Mein Tere Ishq Mein,
Pher Li Kyon Nazar Mujhse Ruth Kar
Dil Ke Tudke Hue Tut-Tut Kar
Kya Kaha Dilruba Tu Hai Mujhse Khafa
Ke Bahane Hai Yeh, Yeh Haqueekat Nahin
Tu Bahane Banane Ki Koshish Na Kar
Mein Tere Ishq Mein,
Kab Se Bethi Hoon Mein Intazaar Mein
Jhootha Wada Hi Kar Koi Pyar Mein
Kya Sitam Hai Sanam, Tere Sar Ki Kasam
Yaad Chahe Na Kar, To Mujhe Gam Nahin
Haan, Magar Bhool Jaane Ki Koshish Na Kar
Mein Tere Ishq Mein, Mar Na Jaaon Kahin
Tu Mujhe Aazmane Ki Koshish Na Kar
Khubsoorat Hai Tu, To Hoon Mein Bhi Hasin
Mujhse Nazrein Churane Ki Koshish Na Kar