Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yeh Dil Na Hota Bechara - From "Jewel Thief"
Kishore Kumar
Popularity · Moderate
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye dil na hota bechaara, qadam na hote aawaara
Jo khoobsurat koi apna hamsafar hota, ho, ho, ho
Ye dil na hota bechaara, qadam na hote aawaara
Jo khoobsurat koi apna hamsafar hota
Suna jab se, zamane hain bahaar ke
Hum bhi aaye hain raahi banke pyaar ke
Suna jab se, zamane hain bahaar ke
Hum bhi aaye hain raahi banke pyaar ke
Koi-na-koi bulaayega
Khade hain hum bhi raahon mein
Ye dil na hota bechaara, qadam na hote aawaara
Jo khoobsurat koi apna hamsafar hota
Are, maana uske nahi main pechchaanta
Banda uska pta bhi nahi jaanta
Maana uske nahi main pechchaanta
Banda uska pta bhi nahi jaanta
Milna likha hai to aayega
Khade hain hum bhi raahon mein
Ye dil na hota bechaara, qadam na hote aawaara
Jo khoobsurat koi apna hamsafar hota
Uski dhun mein padega dukh jhelna
Seekha, haha, humne bhi pattharon se khelna
Uski dhun mein padega dukh jhelna
Seekh, humne bhi pattharon se khelna
Soorat kabhi to dikaayega
Pade hain hum bhi raahon mein
Ye dil na hota bechaara, qadam na hote aawaara
Jo khoobsurat koi apna hamsafar hota, ho, ho, ho
Ye dil na hota bechaara, qadam na hote aawaara
Jo khoobsurat koi apna hamsafar hota