Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Gulabi Ankhen - From "The Train"
Mohammed Rafi
,
Rahul Dev Burman
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Sharaabi ye dil ho gaya
Sambhalanaa mushkil ho gaya
Dil main mere khwaab tere
Tasviren jaise hon diwaar pe
Tujhpe fidaa main kyun hua
Aata he gussa mujhe pyaar pe
Main lut gaya maan ke dil kaa kaha
Main kaheen kaa naa raha kya kahoon main dilruba
Bura ye jaadu teri aankhon kaa
Ye meraa qaatil ho gaya
Sharaabi ye dil ho gaya
Maine sadaa chaha yahi
Daaman bachaa luun haseenon se main
Teri qasam khwaabon main bhi
Bachataa phiraa naazaneenon se main
Tauba magar mil gayi tujhse nazar
Mil gaya dard-e-jigar sun zaraa o bekabar
Main tera bismil ho gaya
Sharaabi ye dil ho gaya
Sambhalanaa mushkil ho gaya