Skip to content

SAB FUN

Vishkyun
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Likhun jo gaane kare dham dhamm Ya phhr Shabdo se sach ki sargam Yahan bikta hai sadko pe gham Phhir bhi jeete hai jese sab fun Likhun jo gaane kare dham dhamm Ya phhr Shabdo se sach ki sargam Yahan bikta hai sadko pe gham Phhir bhi jeete hai jese sab fun Fun kare sadko pe, man kare lafdo me Likh dun me dhadkane Kyun fasun pachdo me Kai mare sadko me yahan jese kuude kabad Bhai. Zara gaana bana hard Nai, Nahi hota yara ki me bottlo pe gaane likhun Kahin zara kalam se jhhuti koi baatein likhun Yahan dekhun, wahan dekhun, jahan dekhun laashein dekhun Kasmo ki, sapno ki jaldi me chitaye dekhun Kyunun ni dikhai deti Lambi wali gaadio me Cheekhein ni sunai deti Kab se ye aag bhadki Sasti hai ye zindagi tu aav dekh na taav Yahan Khushiya hai mall me bikti kaodiyo ke bhav Kare flip slip jaake mare king ki place pe pawn Phase deep shit me hum hai... Sadiyo se maun Gone with the wind, gimme a dJ wala song Leave all this brother, wo dekh IPL is on Likhun jo gaane kare dham dhamm Ya phhr Shabdo se sach ki sargam Yahan bikta hai sadko pe gham Phhir bhi jeete hai jese sab fun Likhun jo gaane kare dham dhamm Ya phhr Shabdo se sach ki sargam Yahan bikta hai sadko pe gham Phhir bhi jeete hai jese sab fun