Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Gham Ka Fasana
Kishore Kumar, Leena Chandavarkar
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kya hua?
Haaye
Gum ka fasana ban gaya acha (acha ji?)
Ek bahana ban gaya acha (acha)
Sarkaar ne aake mera haal to pucha
Gum ka fasana ban gaya acha (acha ji?)
Ek bahana ban gaya acha (mm, mm)
Sarkaar ne aake mera haal to pucha
Gum ka fasana ban gaya acha
ย
Tumhare khayalo mein kho jaayein
Tumhare khayalo mein kho jaayein
Ye jee chahta hai ke so jaayein
Dekho baato-baato mein, chandani raato mein
Khwab suhana ban gaya acha (acha ji)
Ek bahana ban gaya acha
Sarkaar ne aake mera haal to pucha
Gum ka fasana ban gaya acha
ย
Batayein tumhein kya kahaan dard hai
Batayein tumhein kya kahaan dard hai
Yahaan haath rakhna, yahaan dard hai
Dekho baato-baato mein, do hi mulaqato mein
Dil ye nishana ban gaya acha
Ek bahana ban gaya acha
Sarkaar ne aake mera haal to pucha
Gum ka fasana ban gaya acha
ย
Mohabbat ki rangeen mehfil mein
Mohabbat ki rangeen mehfil mein
Jagah mil gayi aapke dil mein
Dekho baato-baato mein, pyaar ki barato mein
Apna dhikana ban gaya acha (acha ji)
Ek bahana ban gaya acha
Sarkaar ne aake mera haal to pucha
Gum ka fasana ban gaya acha
Ek bahana ban gaya acha
ย