Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aashiyana
Rukhsar Bandhukia
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Khwaabon ka Aashiyana
Haathon mein mere ret sa fisla tha
Bandisho ke dayre mein
Rehne mein na hai ab koi bhi maza
Khamoshi mein kyu hai rehna
Lafzon ko bayaan hai karna
Beet jaayegi ye Raina
Ah ah
Ek tu hi hai Mera khazana
Ban Jaye Mera taraana
Khayalo ka hai fasaana
Ah ah
Hud Hud Hud hai mere Ishq ki
A void I cannot fill without you
Hud Hud Hud hai mere Ishq ki
Your smile creates a Perfect hue
Bheege kagaz ke panno jaise
Doobe ek duje mein
Na Jane kab raat beete
Tujhse hi Milne mein
Keemat Teri ab hai Jaana
Lakhon mein tujhe hi mana
Ishq Tera mastana
Ek tu hi hai Mera khazana
Ban Jaye Mera taraana
Khayalo ka hai fasaana
Hud Hud Hud hai mere Ishq ki
A void I cannot fill without you
Hud Hud Hud hai mere Ishq ki
Your smile creates a Perfect hue
Hud Hud Hud hai mere Ishq ki
A void I cannot fill without you
Hud Hud Hud hai mere Ishq ki
Your smile creates a Perfect hue