Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mahakal Kahte Hai
Shekhar Jaiswal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kismat likhne waale ko...
Kismat likhne waale ko bhagwaan kehte hain

Kismat badalne waale ko Mahakal kehte hain

(Har-har Shambhu, oh, bolo, "Jai Shiv Shambhu")

Jata mein jiske Gang' ki dhaara
Gale mein pehne sarpon ki maala
Jisne saara jag hai taara
Wahi hai sabka Damru Wala
(Jata mein jiske Gang' ki dhaara)
(Gale mein pehne sarpon ki maala)
(Jisne saara jag hai taara)
(Wahi hai sabka Damru Wala)
Jo tyaag ke sab kuch apna, sabko daan dete hain
Jo tyaag ke sab kuch apna...
Jo tyaag ke sab kuch apna, sabko daan dete hain
Aise Aughad Dani ko mere Mahakal kehte hain
Aise Aughad Dani ko mere Mahakal kehte hain
Kismat likhne waale ko bhagwaan kehte hain
Kismat badalne waale ko Mahakal kehte hain
Kismat badalne waale ko Mahakal kehte hain
(Har-har Shambhu, oh, bolo, "Jai Shiv Shambhu")
(Har-har Shambhu, oh, bolo, "Jai Shiv Shambhu")
Maun mein bethe hain Kailashi
Duniya tumhri daras ki pyaasi
Aa jao jeevan mein, Bhole
Naach rahe tere bhakt dil khole
(Maun mein bethe hain Kailashi)
(Duniya tumhri daras ki pyaasi)
(Aa jao jeevan mein, Bhole)
(Naach rahe tere bhakt dil khole)
Jo dekar amrit sabko, vish ka paan karte hain
Jo dekar amrit sabko...
Jo dekar amrit sabko, vish ka paan karte hain
Aise bhakton ke rakhwaale ko Mahakal kehte hain
Aise bhakton ke rakhwaale ko Mahakal kehte hain
Kismat badalne waale ko Mahakal kehte hain
Kismat badalne waale ko Mahakal kehte hain
Kismat badalne waale ko Mahakal kehte hain
Kismat badalne waale ko Mahakal kehte hain (har-har Shambhu, oh, bolo, "Jai Shiv Shambhu")

Kismat badalne waale ko Mahakal kehte hain...