Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
All About You
MC Insane
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Teri Baaho Me Hai Mera Best Place
Pyaar Mera Sahi No Mistake
Chhota Tere Saath Jaise Nickname
Na Tujhe Main Kar Paya Replace
Saath Lagte Pyaare Main Aur Tu
Chahu Bhi To Kisse Main Kahu
Mulaoat Na Bhula Pate Hum Kyu
Ye Sab Kuch Akele Main Sahu
Aa Chale Bike Ride Baith Mere Seat Pe
Dikhaunga Nazare To Dikhte Nasib Se
Hum Kitne Kareeb The Aur Ab Kitne Dur
Ve Life Tere Naam Pe "Its All About You"
Teri Baatien Jaake Karun Kisse
Pyaar Badhta Gava Tere Live Pehle Din Se
Tu Khudse Nahi Bolti He Dil Ki Baat
Par Tere Aankhon Se Baatien Mene Bhi Bohot Kari
Mujhe Band Rakhe Feelings Mere Hadd Kari
Khabar Tu Sansani Aake Seedha Sar Chadi
Na Is Hadbadi Me Hogi Koi Gadbadi
Chhoti Si Baat, Hui Raat Aur Tu Ladpadi
Yun Na Jaa Meri Jaan
Mere Paas Na Koi Option
Chaive Mujhe Tu Warna Tere Siwa Koi Nai
Ziddi Hu Main Tere Maamle Me Bohot
Sheher Ye Tera Isme Jam Lage Bohot
Paar Karne Me Ise Bhi Time Lagega
Tujhe Pata Hai Mere Raaste Me Aayega Na Koi
Agar Aaya Sar Pe Mere Naya Crime Lagega
Bottlon Me Tere Liye Wine Sajega
Kya Yaad He Wo Din
Jis Din Haatho Me Haath Rakhke
Bola Tha Tumne Hum Jiyenge Saath Rehke
Jo Bhi Hai Sab Mere Paas Tujhe De Dunga
Tujhpe Jo Baat Apni Saasien Bhi De Dunga
Khelenge Saath Kisi Bachhe Ki Tarah
Jhelenge Saath Agar Musibat Koi Pada
Main Khudke Liye Nai Lekin Tere Liye Lada
Ab Na Der Kar Tu Aa Meri Sawaari Me
Kuch Suna Hai Tere Baare Me Haal Hi Me
Kaafi Dukhi Dukhi Si Rehne Lagi Hal Hi Me
Na Karo Mood Off Main Aa Raha Hasane Ko
Na Aane Dena Kabhi Beech Me Bahane Ko
Teri Baaho Me Hai Mera Best Place
Pyaar Mera Sahi No Mistake
Chhota Tere Saath Jaise Nickname
Na Tujhe Main Kar Paya Replace
Saath Lagte Pyaare Main Aur Tu
Chahu Bhi To Kisse Main Kahu
Mulaoat Na Bhula Pate Hum Kyu
Ye Sab Kuch Akele Main Sahu