Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kesariya Tera Ishq
Prince Sohan
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mujhko itna bataaye koi
Kaise tujhse dil na lagaaye koi
Rabba ne tujhko banaane mein
Kar di hai husan ki khaali tijoriya
Kajal ki siyaahi se likhi
Hai tune jaane kitno ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
ย
Hmm, Whooo!!
Patjhad ke mausam mein bhi
Rangeen chanaaro jaisi
Jhanke sannato mein tu
Veena ke taaron jaisi
Hmm sadiyo se bhi lambi ye
Mann ki amawasein hai
Aur tu phuljhadiyon wale tayohaaro jaisi
Chanda bhi deewana hai tera
Jalti hai tujhse saari chakoriyan
Kajal ki siyaahi se likhi
Hai tune jaane kitno ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
Din beete saara teri fikr mein
Rain saari teri khair manaaun
ย
Kesariya tera ishq hai piya
Ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya
Ishq hai piya
Ishq hai piya
Ishq hai piya
Kesariya tera ishq hai piya
Rang jaaun jo main haath lagaaun
ย