Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jab Se Tere Naina
Shail Hada
,
Monty Sharma
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Laage re laage re laage re nayanva
Laage re laage re
Laage re laage re laage re nayanva
Laage re laage re
Jab se tere naina mere nainon se laage re
Jab se tere naina mere nainon se laage re
Tab se divaana hua
Sab se begaana hua
Rab bhi divaana laage re
Rab bhi divaana laage re ho ho ho
Jab se tere naina mere nainon se laage re
Tab se divaana hua aa ha
Sab se begaana hua aa ha
Rab bhi divaana laage re hoye hoye
Rab bhi divaana laage re ho ho ho
Jab se tere naina mere nainon se laage re
Divaana ye to divaana laage re
Divaana ye to divaana laage re
Ho jab se mila he tera ishaara
Tab se jaagi he bechainiyaan
Jab se mila he tera ishaara
Tab se jaagi he bechainiyaan
Jab se huee sargoshiyaan
Tab se badi hai madhoshiyaan
Jab se jude yaara
Tere mere man ke dhaage re
Tab se divaana hua aa ha
Sab se begaana hua aa ha
Rab bhi divaana laage re hoye hoye
Rab bhi divaana laage re
Ou ho jab se hui he tujhse sharaarat
Tab se gaya he chainon qaraar
Jab se hui he tujhse sharaarat
Tab se gaya he chainon qaraar
Jab se tera aanchal dhalaa
Tab se koyi jaadoo chalaa
Jab se tuje paaya
Ye jiya dhak-dhak bhaage re
Tab se divaana hua aa ha
Sab se begaana hua aa ha
Rab bhi divaana laage re hoye hoye
Rab bhi divaana laage re ho ho ho
Jab se tere naina mere nainon se laage re