Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Gumnaam Ajnabi
Suneeta Rao
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kaisa deewana mera hai, khwaabon se jisne ghera hai
Kabhi aata nahi hai saamne, dil le liya ek gumnaam ne
Ho, dil le liya ek gumnaam ne

(Gumnaam ajnabi, main ajnabi)
(Gumnaam ajnabi, ajnabi gumnaam)
Uski nazar hai mujhpar, main usse anjaan hu
Kaise main pehchaanun? Ab tak main nadaan hu

Main sochti hu kahi nazar vo mujhko aayega
Main sochti hu kahi nazar vo mujhko aayega
Kabhi aata nahi hai saamne, dil le liya ek gumnaam ne
Ho, dil le liya ek gumnaam ne
(Gumnaam ajnabi, main ajnabi)
(Gumnaam ajnabi, ajnabi gumnaam)
Mehki bahaar hu main ya rimjhim barsaat hu?
Uski zubaan pe aayi, shaayad main har baat hu

Khaamoshiyon ki tarah ye dil tanha reh jaayega
Khaamoshiyon ki tarah ye dil tanha reh jaayega
Kabhi aata nahi hai saamne, dil le liya ek gumnaam ne
Ho, dil le liya ek gumnaam ne
Kaisa deewana mera hai, khwaabon se jisne ghera hai
Kabhi aata nahi hai saamne, dil le liya ek gumnaam ne
Ho, dil le liya ek gumnaam ne (Gumnaam ajnabi, main ajnabi)
Ek gumnaam ne (Gumnaam ajnabi, main ajnabi)
Hmm (Gumnaam ajnabi, ajnabi gumnaam)