Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dhoondhta Phiran
Alish Memon
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Keh do na tum mere hi ho
Ho kahan tum jo na mil rahe ho
Abb baatein hoti nahin
Phir kyun tera zikr karta hai dil
Abb raatein hoti nahin
Nahin
Tu jaane hai kahaan
Main Dhoondhta Phiran
Tere liye hi toh main abb jee raha
Tu jaane hai kahaan
Main Dhoondhta Phiran
Tere liye hi toh main abb jee raha
Kaise guzrey hai ye do lamhein
Juda hua main jo tumsey
Dekhe bina hi kyun tarsey
Na milke bhi ye tumse
Abb baatein hoti nahin
Phir kyun tera zikr karta hai dil
Abb raatein hoti nahin
Phir kyun yaad karta hai dil
Tu jaane hai kahaan
Main Dhoondhta Phiran
Tere liye hi toh main abb jee raha
Tu jaane hai kahaan
Main Dhoondhta Phiran
Tere liye hi toh main abb jee raha