Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum
Rishi Kumar
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tum
Ho na wahan
Kitna hi chaha
Hogi tum
Mera
Tujhse tha kehna
Phir milenge
Waqt raha
Tum apne chaon mein reh rahi
Main dhundta tumko kirnon mein
Tum apne aansun mein beh rahi
Kho jayen woh meri lehron mein
Na paas ho tum
Par yaad ho tum
Ab door ho tum haan maana
Na hum na tum
Jo saath na tum
Ab hoon na main mere jaan-e-jaana
Tum
Bus yun raho
Ishq ke chalte
Haste tum
Hoga
Ehsaas tera
Dil milenge
Phir sada
Tum apne chaon mein reh rahi
Main dhundta tumko kirnon mein
Tum apne aansun mein beh rahi
Kho jayen woh meri lehron mein
Na paas ho tum
Par yaad ho tum
Ab door ho tum haan maana
Na hum na tum
Jo saath na tum
Ab hoon na main mere jaan-e-jaana