Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Paaniyo Sa
Bryden & Parth
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yun hi mile hum
Yun hi bane zamaana
Door jaana
Raaste chun liye
Aadha hoon main
Aadha hai tu thikaana
Yeh bahaana
Manchale chal diye
Paaniyo sa hai
Khaamiyon sa
Tera ishq jo
Mera ishq woh... oh ho
Na theherta hai
Na behelta
Tera ishq jo
Mera ishq woh... oh ho
Aandhiyon se
Khamoshiyan churana
Phir bulana
Baarishein pyaar ki
Bheega hoon main
Bheega hai yeh zamaana
Ab na jaana
Aasmaan bhi khul gaye
Paaniyo sa hai
Khaamiyon sa
Tera ishq jo
Mera ishq woh... oh ho
Na theherta hai
Na behelta
Tera ishq jo
Mera ishq woh... oh ho
Anjaane
In paheliyon ko
Kaun suljhaaye
Kyun is mod pe
Ek shor bhi ho
Hai nahi kamzor nahi
Ishq mein nahi
Paaniyo sa hai
Khaamiyon sa
Tera ishq jo
Mera ishq woh... oh ho
Na theherta hai
Na behelta
Tera ishq jo
Mera ishq woh...
Anjaane
In paheliyon ko
Kaun suljhaaye
Kyun is mod pe
Ek shor bhi ho
Hai nahi kamzor nahi
Ishq mein nahi
Woh main hoon nahi
Tumse jo waaqif hua hai
Woh tum ho nahi
Mujhse jo waaqif hue ho
Woh hum hai nahin
Khud se jo waaqif hue hai
Woh hum hain nahi
Woh main hoon nahi
Tumse jo waaqif hua hai
Woh tum ho nahi
Mujhse jo waaqif hue ho
Woh hum hai nahi
Khud se jo waaqif hue hai
Woh hum hain nahi
Woh main hoon nahi
Tumse jo waaqif hua hai
Woh tum ho nahi
Mujhse jo waaqif hue ho
Woh hum hai nahi
Khud se jo waaqif hue hai
Woh hum hain nahi