Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kaho Naa Pyar Hai, Pt. 1
Rajesh Roshan
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
(I love you)
Dil mera har baar ye sunane ko beqaraar hai
Kaho naa, "pyaar hai," kaho naa, "pyaar hai"
"haan, tumse pyaar hai," ki "tumse pyaar hai"
In pyaaree baathon mein anjaanaa iqaraar hai

Kahaa naa, "pyaar hai," kahaa naa, "pyaar hai"
Pyaar jahaan mein hota nahin, phir bolo kya hota?

Duniyaa mein dil koyi kabhi naa dhadkaa hota
Dhadkaa hai dil, aa yaar mil, ye pyaar ka izahaar hai
Kaho naa, "pyaar hai," kaho naa, "pyaar hai"
Kahaa naa, "pyaar hai," kahaa naa, "pyaar hai"
Do premi, do paagal kya karte hain bolo?

Mujse kya poochhate ho, apanae dil ko tatolo
Maalum hai hamko, tumhein kis baath ka intazaar hai?
Kaho naa, "pyaar hai," kaho naa, "pyaar hai"
Kahaa naa, "pyaar hai," kahaa naa, "pyaar hai"
Milte nahin hum-tum to phir bolo kya hota?

Sach boluun, "phir apana khwaab naa pooraa hota"
Kehtha hai man, "apana milan duniyaa mein yaadgaar hai"