Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Mohammed Rafi
Popularity ยท Low
+
๐ธ๐ด Somali ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Main zindagi kaa saath nibhaataa chalaa gaya
Har fikr ko dhuen mein udaata chalaa gaya
Har fikr ko dhuen main uda
Barbaadiyon kaa sog manaanaa fizool tha
Barbaadiyon kaa sog manaanaa fizool tha
Manaanaa fizool tha manaanaa fizool tha
Barbaadiyon kaa jashn manaata chalaa gaya
Barbaadiyon kaa jashn manaata chalaa gaya
Har fikr ko dhuen main uda
Jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya
Jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya
Muqaddar samajh liya muqaddar samajh liya
Jo kho gaya main usko bhulaata chalaa gaya
Jo kho gaya main usko bhulaata chalaa gaya
Har fikr ko dhuen main uda
Gam aur kushi mein farq na mahsoos ho jahaan
Gam aur kushi mein farq na mahsoos ho jahaan
Na mahsoos ho jahaan na mahsoos ho jahaan
Main dil ko us maqaam pe laata chalaa gaya
Main dil ko us maqaam pe laata chalaa gaya
Main zindagi kaa saath nibhaataa chalaa gaya
Har fikr ko dhuen mein udaata chalaa gaya
ย