Skip to content

Bematlab

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bematlab hui, humari zindagi Bematlab hui, hai saari bandagi Kiven samjhawan tenu Ishq da rog ay menu Kiven samjhawan tenu Ishq da rog ay menu Zehmat hi sahi kya aisi berukhi Mujhko aisi na saza de Apne bin jeena sikha de Yaaden saari pal mai jala de Khoya hoon mai ghar ka pata de Hijar ke ye pal guzarne ko raazi nayi Dil mai bedili hai bechaini khati rayi Khushbuein hain teri nazar kyu tu aati nayi Dil ke baagh mai ab koile bhi gati nayi Tere peeche mai dewaana ik zamane se Ik zamana mujhpy guzra tere jaane se Rawani nayi hai saans mai dooba hoon jaise paani mai Mujhe shor nayi chahiye gehraiyoun mai jaane de Ab mujhpe jo guzar rayi Tumhe to koi khabar nayi Tere tareeke hi karein benaqaab tujhy Dil e Betaab karein bezar mujhy Dil ab banjar koi zinda shajar nayi Chand yar hi ab dikhein mere saath mujhy Parhein zehen mera samjh k kitaab mujhy Kehti ho mujhy bas jee or aap tum Paharoun k beech chupa ik talaab tum Meri mehfiloun ki ronaq or adab tum Agar mai mausiqi hoon toh phir rabab tum Ab tu bhi hai akeli and i know Teri kul mila k saheliyaan do Fake smile but the pain still shows Tu chup rahe where you could let it go Bekaraari hai Raat bhaari hai Chaain na mile kahin pal bhar Rog ye tera Hum pe taari hai Chha rahi hai dil mai halchal Vekhaa'n mai teriyan raawan Uth de kyun digda jaawan Wekhaan mai teriyan raawan Tere wal mai turda jaawa'n Bematlab huwi hamari bekhudi Mujhko aisi na saza de Apne bin jeena sikha de Yaaden saari pal mai jala de Khoya hoon mai ghar ka pata de