Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
O' Dil Tor Ke Jane
Nayyara Noor
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Oo dil tod ke jane waale
Oo dil tod ke jane waale
Dil kii baat bataata jaa
Ab main dil ko kiya samjhaaun
Ab main dil ko kiya samjhaaun
Mujh ko bhi samajhaata jaa
Mujh ko bhi samajhaata jaa
Oo dil tod ke jane waale
Mari chip rahene kii aadat
Mari chip rahene kii aadat
Jis kaaran bad naam hui
Ab wo hakayat aam hui hai
Ab wo hakayat aam hui hai
Sunata jaa, sharmaataa jaa
Sunata jaa, sharmaataa jaa
Oo dil tod ke jane waale
Mujh ko abar aalod dinon se
Mujh ko abar aalod dinon se
Kaam na chandani raton se
Bahalaata hai baton se
Bahalaata hai baton se
Bahalaata, bahalaata jaa
Bahalaata, bahalaata jaa
Oo dil tod ke jane waale
Nagme se jab fool khulin ge
Nagme se jab fool khulin ge
Chunane waale sab chin len ge
Sunne waale suun len ge, to
Sunne waale suun len ge, to
Apni dhan main gaata jaa
Apni dhan main gaata jaa
Oo dil tod ke jane waale
Oo dil tod ke jane waale
Dil kii baat bataata jaa
Ab main dil ko kiya samjhaaun
Ab main dil ko kiya samjhaaun
Mujh ko bhi samajhaata jaa
Mujh ko bhi samajhaata jaa
Oo dil tod ke jane waale