Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Teri Yadein
merxury
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Teri yadon m khoya mujhse aankh na mila
Teri bahon m soya mujhe pyaar mat sikha
Kitni raton ko m jaga tera khwaab na dikha
Poori koshish fir bhi mujhe tera sath na mila
Poori koshish fir bhi mujhe ye ehsaas na hua
Tere bin mei na kuch ye sawal na utha
Kitna raton ko m jaga tera khwaab na dikha
Poori koshish fir bhi mujhe tera sath na mila
Baby iv been waiting for you since the day
You left
Was i ever not enough is what i ask myself
I've been trying to do better for the way i felt
Been a better man baby but i hate myself
Teri yadon m khoya mujhse aankh na mila
Teri bahon m soya mujhe pyaar mat sikha
Kitni raton ko m jaga tera khwaab na dikha
Poori koshish fir bhi mujhe tera sath na mila
Teri yaadein mere dill Mai basi hai
Tu hi mere kyu dill Mai nahi hai
Aaja pass mere lage bas Teri Kami hai
Sanse hai thani meri aankhon mai nami hai
Kare baatien saare mere baare
Mujhe koi kharab nahi hai
Saare mere peeche aana chahte aage
Unhe koi sabar nahi hai
Teri yaadein mere dill Mai basi hai
Tu hi mere kyu dill Mai nahi hai
Aaja pass mere lage bas Teri Kami hai
Sanse hai thani meri aankhon mai nami hai
Tu leti mera naam baar baar
Mai dhundha tujhe aas pass
Na deta koi sath waat
Na raha koi khaas waas
Mai fuku maal meri aankhien rehti lal
Sabki badli hai kyu chaal na koi deta mera sath yeah