Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Jannat Jahan
Pritam & Sayeed Qadri
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ae, suno na, dil keh raha hai
Laalach badi khoobsurat bala hai
Ae-ae, dekho na, kiski dua hai
Aasmaan chhoo le jo, uska Khuda hai
Roz naya khwaab de-de zindagi
Aisi haseen saza de
Jannat jahan, jannat yahan
Jannat jahan, jannat yahan
Ae, suno na, duniya ka kya hai
Humne jo chaaha, humne woh kiya hai
Ae, dekho na, jaadu ye kya hai
Patthar ko chhoo ke maine sona kiya hai
Roz naya khwaab de-de zindagi
Aisi haseen saza de
Jannat jahan, jannat yahan
Jannat jahan, jannat yahan
Paisa jeene ki dua
Paisa marne ka sabab
Paise ka jaadu ajab, haan
Roz naya khwaab de-de zindagi
Aisi haseen saza de
Jannat jahan, jannat yahan
Jannat jahan, jannat yahan
Jannat jahan, jannat yahan
Ae, suno na, aankhon mein kya hai?
Dil ne jo chaaha, dil ko sab mil gaya hai, ae