Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ye Tune Kya Kiya
Pritam
,
Javed Bashir
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ishq wo bala hai
Ishq wo bala hai
Jisko chhua isne wo jala hai
Dil se hota hai shuru
Dil se hota hai shuru
Par kambakht sar pe chadha hai
Kabhi khud se
Kabhi Khuda se
Kabhi zamaane se lada hai
Itna hua badnaam phir bhi
Har zubaan pe ada hai
Ishq ki
Saazishein
Ishq ki
Baaziyaan
Hara main
Khel ke
Do dilon
Ka jua
Kyun tune meri fursat ki
Kyun dil mein itni harkat ki
Ishq mein itni barkat ki
Ye tune kya kiya
Phiroon ab maara maara main
Chaand se bichhda taara main
Dil se itna kyun haara main
Ye tune kya kiya
Saari duniya se jeet ke main
Aaya hoon idhar
Tere aage hi main haara kiya
Tune kya asar
Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya
Meri baahon ko teri saanson ki jo
Aadatein lagin hai waisi
Jee leta hoon ab main thoda aur
Mere dil ki ret pe aankhon ki jo
Pade parchhayi teri
Pi leta hoon tab main thoda aur
Jaane kaun hai tu meri main na
Jaanoon ye magar
Jahan jaun main karun main wahan
Tera hi zikar
Mujhe tu raazi lagti hai
Jeeti hui baazi lagti hai
Tabiyat taazi lagti hai
Ye tune kya kiya
Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya
Dil karta hai teri baatein sunu
Saude main adhoore chunoon
Muft ka hua ye faayda
Kyun khud ko main barbaad karun
Fana hoke tujhse milun
Ishq ka ajab hai kaayada
Teri raahon se jo guzri hai
Meri dagar
Main bhi aage badh gaya hoon hoke
Thoda befikar
Kaho toh kisse marzi loon
Kaho toh kisko arzi doon
Hasta ab thoda farzi hoon
Ye tune kya kiya
(Main dil ka raaz kehta hoon)
(Ke jab jab saansein leta hoon)
(Tera hi naam leta hoon)
Ishq ki
(Ye tune kya kiya)
Saazishein
(Kyun tune meri fursat ki)
(Kyun dil mein itni harkat ki)
(Ishq mein itni barkat ki)
Ishq ki
(Ye tune kya kiya)
Baaziyaan
(Phiroon ab maara maara main)
(Chaand se bichhda taara main)
(Dil se itna kyun haara main)
Hara main
(Ye tune kya kiya)
Khel ke
Do dilon
Ka jua