Skip to content

Meri Baaton Mein Wazan Hai

DJ Ncix
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Baato mein wazan hai Ayee Wazan hai wazan hai wazan hai Baato mein wazan hai (Baato mein wazan hai) Ayee Wazan hai wazan hai wazan hai Tere mein tashan hai Par bhai meri Baato mein wazan hai wazan hai Baato mein wazan hai Baato mein wazan hai Ayeee Wazan hai wazan hai Dikhe chaaro taraf daud mein sab lage pade Jo na daude wo daud mein hi fase pade Bhari bheed mein khof ko tu cheer bade Hote nahi baato se haan kaam pe na break lage Dekhe mujhe teri khala kyuki meri kala se bhara pada pitara Kala-kaar mein sawar tumse karta yeh wada Jald chamkunga banke sitara wada Game mein aaya jabse kisiko na fuck diya Likhawat sach fact bharke sabak diya Jo bhi kardiya mene khud kardiya Puche haal chal aur bhai hai kyaaa Fame se name hate dikhe durr tak na Meri yeh koshish doon mai hard gaane har dafa Kaisi wafa Sangeet aur mere beech Mel khate dono unch neech nahi 100 taka Ncix ko dekha kya Sosavvy suna kya Delhi 62 uchla Par tujhe pta Your bitch is chasing us Aur tujhe laga kya Wo to sirf fan Abey damn Tujhe pta kya Khamkha tera carrier na sojaye Fanekha banta tu khud mein na khojaye Ibadat karu kahi galati na hojaye Khushiyan mana chote aaj mera roza hai Baato mein wazan hai Ayee Wazan hai wazan hai wazan hai Baato mein wazan hai (Baato mein wazan hai) Ayee Wazan hai wazan hai wazan hai Tere mein tashan hai Par bhai meri Baato mein wazan hai wazan hai Baato mein wazan hai Baato mein wazan hai Ayeee Wazan hai wazan hai Jo bhi sune har ek line dhansu bole Wazan har baat Par na wazan tule Jab muh khule Scene bane Maahol bane Kalam chale karam bane Kabar bane kafan jale Aasman ko chute Zameen pe hai log dekhe Zameen pe rehke Hawabazi wale log dekhe Galti neta ki awaam ko kyu dosh dete Stab kare saath wale dost nahi snake dekhe Gaana poora jisey shabdon se bhardunga Budhi teri brasht jisko mai har lunga Wo kehti tujh jaisa aur koi suna nahi Afeem hai awaaz aur maang, aur dunga Dil hai bada tabhi bhar ke hai pyaar milta Kala se paisa kalakari se samman milta Yahi kamana tabhi mann ko vishram milta Pariksha zindagi aur mehnat se milti safalta Baato mein wazan hai Ayee Wazan hai wazan hai wazan hai Baato mein wazan hai (Baato mein wazan hai) Ayee Wazan hai wazan hai wazan hai Tere mein tashan hai par bhai meri Baato mein wazan hai wazan hai Baato mein wazan hai Baato mein wazan hai Ayeee Wazan hai wazan hai AM STAR SO SAVVY RECORDS SQUARE 1 DELHI 62